Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Prem Nath
Home Prem Nath
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haan aa ke dard jawaan hai aa ke dard jawaan hai sajnaa haaye raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai baahon mein le le mujhe hiss aaha aa ke dard jawaan hai haa aa ke dard jawaan hai sajnaa haaye raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai baahon mein le le mujhe aahaa aa ke dard jawaan hai aa ke dard jawaan hai aisi badariyaa pehli baar chhayi hai jhoom ke uthi to hai barasne na payi hai aisi badariyaa aisi badariyaa pehli baar chhayi hai jhoom ke uthi to hai barasne na payi hai meri ye nigaahen garm baahen ab na manengi meri ye nigaahen garm baahen ab na manengi aakhir teri saansen mere dil ka dard janengi ahaa aa ke dard jawaan hai aa ke dard jawaan hai sajnaa haaye raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai baahon mein le le mujhe aa ke dard jawaan hai aa ke dard jawaan hai nazrein gulaabi ho to har sheh gulaabi hai meri nazar se dekho duniya sharaabi hai nazrein gulaabi ho to nazrein gulaabi
aye dil na mujhse chhupa sach bata kya hua jaane bhi do dilruba jo hua so hua aye dil na mujhse chhupa sach bata kya hua jaane bhi do dilruba jo hua so hua taare gine raat bhar jaane kab yaad mein so gayi wo khaab tha mad bhara jis mein behosh main kho gayi koi neend mein humse rooth ke humko loot ke chal diya koi neend mein humse rooth ke humko loot ke chal diya jaane bhi do dilruba jo hua so hua aye dil na mujhse chhupa sach bata kya hua khidki na chhodo khuli pyaar ke chor hain taak mein itnon ki chori huyi mad bhari chandani raat mein aise marz ki dil ke dard ki dil ka dard hi hai dawa aise marz ki dil ke dard ki dil ka dard hi hai dawa aye dil na mujhse chhupa sach bata kya hua jaane bhi do dilruba jo hua so hua baatein banao na ji raaz to aapke khul gaye aankhein churaao na ji nain se nain to mil gaye kya burra hua dil machal gaya ghar badal gaya aapka kya burra hua dil machal gaya ghar badal gaya aapka jaane bhi do dilruba jo hua so hua aye dil na mujhse
husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge aag hai ye badan kaun saa ang dekhoge gaalon ke ye phool gulabi inki rangat kyaa jaano gaalon ke ye phool gulabi inki rangat kyaa jaano honthon ke do jaam sharabi inki lazzat kyaa jaano zulfon ki ye chhaanv ghaneri zulfon ki ye chhaanv ghaneri inki raahat kyaa jaano husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge parde mein kyaa chhupaa huaa hai teri nazar ye kyaa jaane parde mein kyaa chhupaa huaa hai teri nazar ye kyaa jaane in aankhon ke peechhe kitne basse hue hain maikhaane peeke dekho jaam nazar kaa peeke dekho jaam nazar kaa ho jaaoge deewaane husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge aag hai ye badan kaun saa ang dekhoge
muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat ki aankhon se ashqon ko chun kar kisi ne falak par sitaare sajaaye kisi ne falak par sitaare sajaaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye banaaya tha ik aashiyaan do dilon ne zamaane ki aandhi ne tinke udaaye zamaane ki aandhi ne tinke udaaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat jo ki hai to fariyaad naa kar fariyaad naa kar muhabbat pe ilzaam aane na paaye muhabbat pe ilzaam aane na paaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye
shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar dil ko kitna khubsurat ghum diya shukriyaa dil ko kitna khubsurat ghum diya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar aankh ko aansun diye jo motiyon se kam nahin aankh ko aansun diye jo motiyon se kam nahin dil ko itne ghum diye ke ab koi bhi ghum nahin dil ko itne ghum diye ke ab koi bhi ghum nahin meharbaan jo kuchh kiya achchha kiya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar zindagi ko dard mein doobe taraane de diye zindagi ko dard mein doobe taraane de diye hasraton ke aarzoon ke khazaane de diye hasraton ke aarzoon ke khazaane de diye ye nawaajish hai teri kya kya diya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Ke Dard Jawaan Hai Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973) 05:28 11926
 
Poster of Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Ahamad Wasi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Bindu Panikkar, Prem Nath, Jeevan
Duration : 05:28   Song Number : 11926   

Aye Dil Na Mujhse Badal (1951) 04:26 12786
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Prem Nath
Duration : 04:26   Song Number : 12786   

Husn Ke Lakhon Rang Johny Mera Naam (1970) 04:58 18128
 
Poster of Johny Mera Naam (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mridula, Prem Nath
Duration : 04:58   Song Number : 18128   

Mohabbat Mein Aise Sagai (1951) 03:03 14109
 
Poster of Sagai (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Rehana, Prem Nath
Duration : 03:03   Song Number : 14109   

Shukriyaa Aye Pyaar Tera Shukriyaa Aaram (1951) 03:31 15540
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood, Prem Nath
Duration : 03:31   Song Number : 15540   
Karaoke Songs of Prem Nath, Sad Songs of Prem Nath, Love Songs of Prem Nath, Dance Songs of Prem Nath, Hip-hop songs of Prem Nath, Best songs of Prem Nath, Super hit songs of Prem Nath, hit songs of Prem Nath, duet songs of Prem Nath, solo songs of Prem Nath, old songs of Prem Nath, famous songs of Prem Nath, Hindi Karaoke Songs of Prem Nath, Hindi Sad Songs of Prem Nath, Hindi Love Songs of Prem Nath, Hindi Dance Songs of Prem Nath, Hindi Hip-hop songs of Prem Nath, best Hindi songs of Prem Nath, super hit Hindi songs of Prem Nath, hit Hindi songs of Prem Nath, duet Hindi songs of Prem Nath, solo Hindi songs of Prem Nath, old Hindi songs of Prem Nath, famous Hindi songs of Prem Nath, Sing Along Songs of Prem Nath, Sing Along Sad Songs of Prem Nath, Sing Along Love Songs of Prem Nath, Sing Along Dance Songs of Prem Nath, Sing Along Hip-hop songs of Prem Nath, Sing Along Best songs of Prem Nath, Sing Along Super hit songs of Prem Nath, Sing Along hit songs of Prem Nath, Sing Along duet songs of Prem Nath, Sing Along solo songs of Prem Nath, Sing Along old songs of Prem Nath, Sing Along famous songs of Prem Nath